Wednesday, 1 April 2015

Jee chaha chhip es aasmaan aagosh me..par ye pagal un ki aakho me..apna aashiyana bana baitha

Aajkal to bas silsile chalate hai us ki yaado k....kahani likhu ya kitab us k naam ki....ye daasta thi mere emtehan ki...kagajo me bas likhawat bankar...likhti rahu..ya dil ki gahrieyo me chhipi us ki tasweer ko ko canvas pe utar rahi hu....dil dhadkane...har aarju har chahat bas us ki ebadat karati hai...dil ne chaha...pachhi bankar ud chalu  es nile aasmaan...me..aagosh me chhip jaao es nile aasmaan k...par ea paagal dil ko samazao kaise.. ki ye to us ki aakho me hi apna aashiyana bana baitha..samaz nahi aata raaste kaie saare hai..par ye pagal dil raaste k patharo ko hi apni manzil samaz baitha...tuta bhi es kadar...rahe dhundani ki chah me..manzil ka pata  bhul baitha.

No comments:

Post a Comment