Tuesday, 10 June 2014

Adhuri daasta

Baat adhuri, wo dasta adhuri, wo takraaye bhi us galli jaha hamara aana jana tha...waqt ki khamoshi to dekho...jo sapana dekha tha un k saath kabhi..ab koie aur un k hatho me hath daale khada tha..
Rahi wo baat adhuri,dil ki pyas adhuri,ab to hamari khamoshi me bhi adhuri saanso ka afsaana tha

No comments:

Post a Comment