Tuesday, 24 June 2014

Aaj fir wo raat aaie sana sitarowaali

Aaj fir se wo raat thi sitarobhari..chhukar gujatati wo thandi hawa...dur kahi aasmana chupake se muze dekhta wo poonam ka pura pura chand..bas ek baar fir yaad aaie..muze us hasin raat ki..tere kandhe pe sar rakh k dur kahi anjaan raasto par..hawa ka muz se u takaraana...mere aachal ka teri aakho ko u chhu k gujarana...dil me bas yahi ek khayal tha..aur bas yahi ek aarju..na ho ye raasta khatam..na subah ki dhoop aaye..na ho ye raat khatam..bas chalate rahe hum dono yuhi...na ho ye safar khatam..bane rahe bas ab hum hamraahi ek duje k....na chhute saath kabhi ye hamara..bas yuhi zindagi ...chalate chalAte ho jaaye khatam...waqt se ki thi us roz guzarish ye maine...tere saath mere saath nile aasmaan ki tarah rahe.....tu harroz esi mod pe muz se yuhi takaraate rahe..bas ab to gujare huye kal ki unhi galiyo me hai thikana mera..tere bin na raato ki khabar..na huwa subah ka suraj mera..mere dil k armaan se bas yahi kahena hai..tere dil ki galiyo me hi muze ab jeena marana..

No comments:

Post a Comment